Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaved Akhtar
HomeJaved Akhtar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


khoob parda hai ke chilman se lage baithe hain saaf chhupte bhi nahin saamne aate bhi nahin sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno tum sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno chilman chilman chilman chilman chilman chilman chilman chilman chilman uthegi nahin uthegi nahin jalwon ki roshni milegi nahin jalwon ki roshni milegi nahin sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sun lo tum chilman uthegi nahin jalwon ki roshni milegi nahin sun lo tum chilman uthegi nahin jalwon ki jalwon ki roshni milegi nahin tum udhar ho chilman ke roshni to chhan chhan ke aayegi aashiqon tak rukegi nahin taana dhoom dhoom dhoom taana dhoom dhoom dhoom taana dhoom taa na na dhoom taana dhoom dhoom dhoom taana dhoom dhoom dhoom taana dhoom taa na na dhoom sun lo tum chilman uthegi nahin jalwon ki jalwon ki roshni milegi nahin sunno sunno sunno sunno sunno sunno tum sunno sunno sunno sunno sunno sunno tum
dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain zakhm kaise bhi hon kuchh roz mein bhar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain us dariche mein bhi ab koi nahin aur hum bhi us dariche mein bhi ab koi nahin aur hum bhi sar jhukaaye huye chupchaap guzar jaate hain raastaa roke khadi hai yahi uljhan kabse raastaa roke khadi hai yahi uljhan kabse koi poochhe to kahen kyaa ki kidhar jaate hain zakhm kaise bhi hon kuchh roz mein bhar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain narm aawaaz bhali baaten muhazzab lahje narm aawaaz bhali baaten muhazzab lahje pahli baarish mein hi ye rang utar jaate hain pahli baarish mein hi ye rang utar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain zakhm kaise bhi hon kuchh roz mein bhar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain
mujhe yaad aati hai mujhe yaad aati hai apne desh ki mitti ki khushboo mujhe yaad aati hai apne desh ki mitti ki khushboo mujhe yaad aati hai kabhi bahlati hai kabhi tadpati hai kabhi bahlati hai kabhi tadpati hai mujhe yaad aati hai ooo apne desh ki mitti apne desh ki mitti ki khushboo mujhe yaad aati hai beete pal chhoone lage hain dil ko aise dost rakhe haath kandhe pe jaise kaisi yeh kirnen si chhan rahi hain kaisi tasveeren si ban rahi hain kitne mausam yaadon mein hain aate jaate barish aayi khul gaye hain kaale chhate din hai alsaye hue jo aayi garmi sardion ki dhoop mein hai kaisi narmi pal pal ek samay ki nadiya hai jo behti jaati hai apne desh ki mitti ki khushboo mujhe yaad aati hai ha ha haa ha ha ha ha ha ha ha haa ha ha ha haa haa haaa haa haa haa haa haa haa haa haa haa aaaaa aa aaaaaa aaaa haaaa haaaa aaa aaaa pighle tanhaiyon ke hain jo andhere jagmagane se lage hain kitne chehre ek lori hai ek laal bindiyaa laut aayi hai mere bachpan ki nindiya ho
hey hey hey hey hey hey hey hey dhadkan pal pal badhti jaaye chupke chupke ye samjhaaye raat dhali teri gali koi aane waala hai kaun hai ye main jaanun na aha aha aa dhadkan pal pal badhti jaaye chupke chupke ye samjhaaye raat dhali teri gali koi aane waala hai kaun hai ye main jaanun na na na na na na dhadkan pal pal badhti jaaye ho badan mein nasha jaise behne laga hai koi mere kaanon mein kehne laga hai hooo badan mein nasha jaise behne laga hai koi mere kaanon mein haa kehne laga hai raat dhali teri gali koi aane waala hai kaun hai ye main jaanun na na na na na na na dhadkan pal pal badhti jaaye chupke chupke ye samjhaaye are kahaan aaj roke se maanega koi har ek raaz is dil ka jaanega koi hooo kahaan aaj roke se maanega koi har ek raaz is dil ka jaanega koi raat dhali haan teri gali koi aane waala hai kaun hai ye main jaanun na jaanun jaanun naa dhadkan pal pal badhti jaaye chupke chupke ye samjhaaye hoo machalte hain armaan fizaa gaa rahi hai kahin se mujhe
dheeme dheeme gaoon hmmmm dheere dheere gaoon haule haule gaoon tere liye piya dheeme dheeme gaoon hmmmm dheeme dheeme gaoon dheere dheere gaoon haule haule gaoon tere liye piya gun gun main gaati jaoon chun chun payal chankaoon sun sun kab se dohraoon piya piya piya gulshan mehke mehke ye man behke behke aur tan dehke dehke kyon hai bataa piya mann ki jo haalat hai ye tan ki jo rangat hai ye teri mohabbat hai ye piya piya piya gun gun main gaati jaoon chun chun payal chankaoon sun sun kab se dohraoon piya piya piya piya piya hooo hooo hooo hooo zindagi mein tu aaya to dhoop mein mila saaya to jaage naseeb mere oooo anhonee ko tha hona dhool ban gayi hai sona aake kareeb tere oooo pyaar se mujhko toone chhua hai roop sunehara tab se hua hai kahoon aur kya tujhe main piya oooo teri nigahon mein hoon teri hi bahon mein hoon khaabon ki rahon mein hoon piya piya piya gun gun main gaati jaoon chun chun payal chankaoon sun sun kab se dohraoon piya piya piya piya piya
dhol bajne laga ganv sajne laga koi laut ke aaya hai sang apne wo rang kitne laaya hai hai hai hai hai ho dhol bajne laga ganv sajne laga koi laut ke aaya hai sang apne wo rang kitne laaya hai hai hai hai hai aaya re humra mitva naache re humra manva aane wale na ab jaana kabhi chhod ke padte hum paiya kabhi haath kabhi jod ke aane wale na ab jaana kabhi chhod ke padte hum paiya kabhi haath kabhi jod ke jaane na denge hum ab dil tod ke apna kunvar aaya rajeshvar aaya sang apne wo rang kitne laaya hai hai hai hai hai aaya re humra mitva naache re humra manva dhol bajne laga ganv sajne laga koi laut ke aaya hai mohabbat se bhara ek dil hai jaise mere bachpan ka saathi mera ganv bahut meetha hai paani is kuyen ka badi thandi hai in pedon ki chhaanv khula sangeet hai jaise hawa mein zara aawaaz to sun chakkiyon ki rahet gaata hai dheemi dheemi lay mein sureeli boliyaan hain panchhiyon ki main barson baad lauta hoon to jaana ye gaav geet hai sadiyon puraana ho dhol
dilruba dil nasheen maah tu maah zabeen dilruba dil nasheen maah tu maah zabeen hum nawaa hum nasheen hum tere hum ko yakeen tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai dilruba dil nasheen maah tu maah zabeen hum nawaa hum nasheen hum tere hum ko yakeen tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai dilruba dil nasheen maah tu maah zabeen tu hi hai meri yaadon ki baahon mein tu hi hai mere sapnon ki raahon mein tu hi to hai jisne dil ko di hai ye kahaniyaan tu hi to hai jisne dil ko di hai ye nishaaniyaan tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai dilruba dil nasheen maah tu maah zabeen hum nawaa hum nasheen hum tere hum ko yakeen de re re naa naa re de re na na na na re naaaa naaaa re tu hi to meri haar hai jeet
do sadiyon ke sangam par milne aaye hain do sadiyon ke sangam par milne aaye hain do sadiyon ke sangam par milne aaye hain ek sadi ki shaam jahan par ek sadi ka wahin savera samay na dale kahin bhi dera ek samay lekin do sadiyaan do sadiyaan ek samay lekin do sadiyaan do sadiyaan do sadiyon ke beech uthi do sadiyon ke beech uthi ehsas ki ik deewaar ehsas ki ik deewaar is deewar ke pichhe ja ke is deewar ke pichhe ja ke bhes badalta ye samay bhes badalta ye samay yaad karta hai shringar do sadiyon ke sangam par milne aaye hain do sadiyon ke sangam par milne aaye hain ek sadi ki shaam jahan par ek sadi ka wahin savera samay na dale kahi bhi dera ek samay lekin do sadiyaan do sadiyaan ek samay lekin do sadiyaan do sadiyaan neele rang ke iss daman mein kitne sukoon bhare lamhe hain neele neele rang mein rooh ke saare geet ghule hain surkhi jaise garam lahu hai jhalak sharab hai surkhi surkhi taza zakhm jaise khilta gulaab hai surkhi ho jism mein behti sari surkhi rooh
aaaa kehne wale kehne wale kahen maya jaal hai ae brother zara jamke bajao achchha mangata hai anglo indian type kehne wale kehne wale kahen maya jaal hai phir bhi duniya bahut hi kamaal hai kehne wale kahen maya jaal hai phir bhi duniya bahut hi kamaal hai kamaal hai kehne wale oo kehne wale kahen maya jaal hai phir bhi duniya bahut hi kamaal hai paise walon ki pyaari yeh duniya hai amiron ki saari yeh duniya bhagwan unka bhala kare hey paise walon ki pyaari yeh duniya hai amiron ki saari yeh duniya jeb khanke toh duniya hasin hai warna hai ghum ki maari yeh duniya dekh lo tum a ha dekh lo tum hamaara jo haal hai phir bhi duniya bahut hi kamaal hai kamaal hai kehne wale oo kehne wale kahen maya jaal hai phir bhi duniya bahut hi kamaal hai jab hanso toh rulaati hai duniya jaan kitni jalaati hai duniya ha ha ha hun ha ha haa jab hanso toh rulaati hai duniya jaan kitni jalaati hai duniya peene waale ko badnaam kar de aur khud hi pilati hai duniya kabhi seedhi ay haay
hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga jaise khilta gulaab jaise shaayar ka khwaab jaise ujli kiran jaise ban mein hiran jaise chaandni raat jaise narmi ki baat jaise mandir mein ho ek jalta diyaaaaa hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga jaise subahon ka roop jaise sardi ki dhoop jaise beena ki taan jaise rangon ki jaan jaise balkhaaye bel jaise lehron ka khel jaise khushboo liye aaye thandi hawaaaaaaaaaa hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga jaise naachta mor jaise resham ki dor jaise pariyon ka raag jaise sandal ki aag jaise sola singaar jaise ras ki phuhaar jaise aahista aahista badhta nashaaaaaaa hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga
khamosh hai jo ye wo sadaa hai wo jo nahin hai wo keh raha hai saathiyo tum ko mile jeet hi jeet sadaa bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha jaao jo laut ke tummm ghar ho khushi se bhara jaao jo laut ke tummm ghar ho khushi se bhara bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha kal parbaton pe kahin barsi thi jab goliyaan hum log the saath meinnnn aur hausle the jawaan ab tak chattanon pe hai apne lahoo ke nishaan saathi mubaarak tumhen ye jashn ho jeet ka bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha kal tumse bichhdi huyi mamta jo phir se mile kal phool chehra koi jab tumse mil ke khile kal tumse bichhdi huyi mamta jo phir se mile kal phool chehra koi jab tumse mil ke khile paao tum itni khushiii mitt jaaye saare gileee hai pyaar jinse tumhennnn saath rahe wo sadaaa bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha jab aman ki baansuriii goonje gagan ke tale jab dosti ka diyaaaaa inn sarhadon pe jale jab bhool ke
gal mithi mithi bol bol bol bol bol bajne de taashe dhol dhol dhol dhol dhol gal mithi mithi bol ras kaano vich ghol bajne de taashe dhol masti main tu vin dol mann de naina tu khol chahat ke moti roll dil honda hai anmol ye daulat se na tol aa soni tainu chaand ki main chudi pehrawan mainu kar de ishara te main doli le aawan gal mithi mithi bol ras kaano vich ghol bajne de taashe dhol masti main tu vin dol jaan leva teri adaa kaise na koi ho fidaa tera ang sharara jaise mare lashkara soniye dekhaan taan dil dhadke tan mein agan bhadke surat aisi mann mohini kida dassa tu hai sohni heeriye gal mithi mithi bol ras kaano vich ghol bajne de taashe dhol masti main tu vin dol mann de naina tu khol chahat ke moti roll dil honda hai anmol ye daulat se na tol aa soni tainu chaand ki main chudi pehrawan mainu kar de ishara te main doli le aawan chaahne waala hoon tera vekh lai eddar zara tu jo vekhe ik nazar karaan lakkhan da shukar goriyeee dekh to keh ke tu mujhe jaan bhi
ghanan ghanan ghir ghir aaye badra ghan ghanghor kaare chhaye badra dhamak dhamak goonje badra ke danke chamak chamak dekho bijuriya chamke man dhadkaayen badarva man dhadkaayen badarva man man dhadkaayen badarva kaale megha kaale megha paani to barsaao kaale megha kaale megha paani to barsaao bijuri ki talwaar nahin boodon ke baan chalao megha chhaye barkha laaye ghir ghir aaye ghir ke aayeeeee kahe ye mann machal machal naa yun chal sambhal sambhal gaye din badal tu ghar se nikal barasne waala hai ab amrit jal duvidha ke din beet gaye bhaiyaa malhaar sunaao rass agar barsegaa kaun phir tarsega koyaliya gaayegi baithi munderon parrr jo panchhi gaayenge naye din aayenge ujaale muskuraa denge andheron par prem ki barkha mein bheege bheege tan man dharti pe dekhenge paani ka darpannnn jaiyo tum jahaan jahaan dekhiyon wahaan wahaan yahi ik samaan ki dharti yahaan hai pehne saat rangon ki chunariyaaa ghanan ghanan ghir ghir aaye badra ghan ghanghor kaare chhaye badra
hmm hmmm hmmm hmmmmm hmmm hmmm ghar se nikalte hi kuchh door chalte hi raste mein hai uska ghar kal subah dekha to baal banaati wo khidki mein aayi nazar ghar se nikalte hi kuchh door chalte hi raste mein hai uska ghar kal subah dekha to baal banaati wo khidki mein aayi nazar ghar se nikalte hi aaaaaaaaaaaa maasoom chehra neechi nigaahen bholi si ladki bholi adaayen na apsaraa hai na wo pari hai lekin ye uski jaadugari hai deewaana kar de wo ek rang bhar de wo sharma ke dekhe jidhar ghar se nikalte hi kuchh door chalte hi raste mein hai uska ghar aaaaaaaa karta hoon uske ghar ke main phere hasne lage hain ab dost mere sach keh raha hoon uski kasam hai main phir bhi khush hoon bas ek ghum hai jise pyaar karta hoon main jispe marta hoon usko nahin hai khabar ghar se nikalte hi kuchh door chalte hi raste mein hai uska ghar aaaaaaaaaaaa ladki hai jaise koyi paheli kal jo mili mujh ko uski saheli maine kaha usko jaake ye kehna achchha nahin hai yun door rehna kal shaam
gum sum si ho khoyi si ho ye to kaho ye to kaho meri ho tum ya geir ho kahun main kya poochhe jo ye mann kyon hai ye khamoshiyan kis liye hai ye dooriyan pyaar mein hai kya uljhan kahun main kya poochhe jo ye mannnn gum sum si ho khoyi si ho ye to kaho ye to kaho meri ho tum ya geir ho kahun main kya poochhe jo ye mann kyon hai ye khamoshiyan kis liye hain ye dooriyan pyaar mein hai kya uljhan kahun main kya poochhe jo ye mannnn mujhko tum aaj itna bata do kon sa ghum ho dil mein chupaaye hooo mujhko tum aaj itna bata do kon sa ghum ho dil mein chupaaye aisi zanjeer koi nahin hai jo kabhi tootne hi na paaye tod do zanjeere tum khud likho takdere tum tumpe hai kya bandhan kahun main kya poochhe jo ye mannnn gum sum si ho khoyi si ho ye to kaho ye to kaho mudke tum pichhe kyun dekhti ho dard ka saaya kyun saath mein hai mudke tum pichhe kyun dekhti ho dard ka saaya kyun saath mein hai kyun jhijhakti ho inn raaston mein jab mera haath is haath mein hai kar bhi lo mujh
gungunaati hai geet gaati hai zindagi tum jo aaye to muskuraati hai khilkhilaati hai zindagi tum jo aaye to dil mein ab jaise kaliyaan si khilti hain dil mein ab jaise kaliyaan si khilti hain gul khilaati hai mehak jaati hai zindagi tum jo aaye to gungunaati hai geet gaati hai zindagi tum jo aaye to muskuraati hai khilkhilaati hai zindagi tum jo aaye to bechain ik lehar thi ab usee mil gayen hain kinaare hmm bechain ik lehar thi ab usee mil gayen hain kinaare betaab ik nazar thi ab useee mil gayen hain nazaare dil mein ab jaise tasveeren banti hain dil mein ab jaise tasveeren banti hain gudgudaati hai chhed jaati hai zindagi tum jo aaye to gungunaati hai geet gaati hai zindagi tum jo aaye to paaya jo dil ne tumko zindagiii har khushi aa gayi hai hmm paaya jo dil ne tumko zindagiii har khushi aa gayi hai mere humsafar ho tum jo raah meinnn roshni chhaa gayi hai dil mein ab jaise kirnen si chhanti hain dil mein ab jaise kirnen si chhanti hain jhilmilaati hai
mehki mehki hain raahen behki behki hain nigahen hai naaaaaaaaa haye re haye re haye re haye re ghere hain jo ye baahen payi hai maine panahen hai naaaa haye re haye re haye re haye re gaa tu dil ke taaron pe gaa geet aisa koi nayaaaa jo zindagi mein kabhi ho na pehle suna palkon pe sapne sajaa sapnon mein jadoo jaga aaa tu meri rahon mein chahat ki shamme jala mehki mehki hain raahen behki behki hain nigahen hai naaaaaaaaa haye re haye re haye re haye re mere dil ne tohfe ye tum se paaye dhoop thi ghum ki tum laye saaye mere dil ne tohfe ye tum se paaye dhoop thi ghum ki tum laye saaye meri ab jo bhi khushi hai mujhe tum se hi mili hai suno naaaaaaaaa tumhi wo chandni ho jo meri nazron mein khili hai kahin ye to nahi hai wo ankhen hansi dekhti hai jo mujhko piya jo bhi hoon teri hoon bas yehi gun hai mera jo bhi hoon teri hoon bas yehi gun hai meraaa ga tu dil ke taaron pe ga geet aisa koi nayaaa jo zindagi mein kabhi ho na pehle sunaaaa palkon pe sapne sajaa
hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hooo hans de khil khil khil ke hans de khul khul khul ke hans de hans de hooo oooo hans de hoo hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hooo oooo hans de khil khil khil ke hans de khul khul khul ke hans de hans de hans de jaanwar nahin hanste hain bas insaan hanstaa hai jo naa hanse mujhe to jaanwar hi lagta hai to khil khil khil ke hans de khul khul khul ke hans de hans de hans de main sunaaun chutkule aur chutkule tum bhi kaho pet bhar ke main hansun aur tum bhi jee bhar ke hanso khil khil khil ke hans de khul khul khul ke hans de hans de hans de hans de hans de beta bolaaaa sun lo daddy mujhko mil gayiii hai ik ladki bas maine baat bata di uss hi se karunga shaadi uss mein aisii kya hai khoobi ho beta bola gaal pe uske jo til hai mera dil hai le gaya daddy ne kaha ik til ke liye poori ladki se shaadi karoge kya poori ladki se shaadi karoge kya
har ghadi badal rahi hai roop zindagi chhanv hai kabhi kabhi hai dhoop zindagi har pal yahaan jee bhar jiyo jo hai sama kal ho naa ho har ghadi badal rahi hai roop zindagi chhanv hai kabhi kabhi hai dhoop zindagi har pal yahaan jee bhar jiyo jo hai sama kal ho naa ho chahe jo tumhen pure dil se milta hai wo mushkil se aisa jo koi kahin hai bas wohi sab se haseen hai uss haath ko tum thaam lo wo meherbaan kal ho naa ho har pal yahaan jee bhar jiyo jo hai sama kal ho naa ho hoo palkon ke le ke saaye paas koi jo aaye laakh sambhalo pagal dil ko dil dhadke hi jaaye par soch lo iss pal hai jo wo daastan kal ho naa ho har ghadi badal rahi hai roop zindagi chhanv hai kabhi kabhi hai dhoop zindagi har pal yahaan jee bhar jiyo jo hai sama kal ho naa ho har pal yahaan jee bhar jiyo jo hai sama kal ho naa ho jo hai sama kal ho naa ho
o holi aayi holi aayi dekho holi aayi re khelo khelo rang hai koi apne sang hai bheega bheega ang hai o holi aayi holi aayi dekho holi aayi re behaki behaki chaal hai chehra neela laal hai deewaane kya haal hai ho maston par hai masti chhaayi dekho holi aayi re jo laaye rang jeevan mein usse holi mein paaya hai jo laaye rang jeevan mein usse holi mein paaya hai bataun kya tumhen yaaro isse maine bulaaya hai yaa mat bula ya bata dil ki baaten na chhupa duniya se chori hai kya ye ladki hai ya kaali maai dekho holi aayi re yahi din tha yahi mausam jubaan jab humne kholi thi yahi din tha yahi mausam jubaan jab humne kholi thi kahan ab kho gaye wo din ki jab apni bhi holi thi tum ho to har raat deewali har din meri holi hai aa aa aa haa tum ho to har raat deewali har din meri holi hai tum ho to har raat deewali har din meri holi hai are ye kya chakkar hai bhai dekho holi aayi re humara kaun duniyaa mein yahan jo hai paraaya hai humara kaun duniyaa mein yahan jo hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chilman Uthegi Nahin Kisna (2005) 08:39 37645
 
Poster of Kisna (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Ismail Darbar
Duration : 08:39   Song Number : 37645   

Dard Ke Phool Bhi Jagjit Singh 05:46 37938
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:46   Song Number : 37938   

Desh Ki Mitti Netaji Subhas Chandra Bose (The Forgotten Hero) (2004) 05:44 38502
 
Poster of Netaji Subhas Chandra Bose (The Forgotten Hero) (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 05:44   Song Number : 38502   

Dharkan Pal Pal Badhti Jaye Arjun (1985) 06:02 14001
 
Poster of Arjun (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Dimple Kapadia
Duration : 06:02   Song Number : 14001   

Dheeme Dheeme Zubeidaa (2001) 05:44 16764
 
Poster of Zubeidaa (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor
Duration : 05:44   Song Number : 16764   

Dhol Bajne Laga Virasat (1998) 07:01 38532
 
Poster of Virasat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Tabu, Pooja Batra
Duration : 07:01   Song Number : 38532   

Dilruba Namastey London (2007) 05:36 11150
 
Poster of Namastey London (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Katrina Kaif
Duration : 05:36   Song Number : 11150   

Do Sadiyon Ke Sangam Gaja Gamini (2000) 05:21 37027
 
Poster of Gaja Gamini (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Bhupen Hazarika
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Madhuri Dixit
Duration : 05:21   Song Number : 37027   

Duniya Bahut Hi Kamaal Hai Duniya (1984) 05:06 38221
 
Poster of Duniya (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 05:06   Song Number : 38221   

Ek Ladki Ko Dekha To 1942 A Love Story (1993) 04:39 20442
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Duration : 04:39   Song Number : 20442   

Ek Saathi Aur Bhi Tha LOC Kargil (2003) 08:27 11982
 
Poster of LOC Kargil (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Sonu Nigam
Raag- 
Gavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 08:27   Song Number : 11982   

Gal Mithi Mithi Aisha (2010) 04:16 17040
 
Poster of Aisha (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Amit Trivedi
Singer- 
Tochi Raina
On Screen Actors- 
Sonam Kapoor, Abhay Deol
Duration : 04:16   Song Number : 17040   

Ghanan Ghanan Lagaan (2001) 06:08 16759
 
Poster of Lagaan (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Gracy Singh, Various
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:08   Song Number : 16759   

Ghar Se Nikalte Hi Papa Kahte Hain (1996) 07:24 12227
 
Poster of Papa Kahte Hain (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Jugal Hansraj
Duration : 07:24   Song Number : 12227   

Gum Sum Si Ho Pyar Ki Dhun (2002) 05:41 15651
 
Poster of Pyar Ki Dhun (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shantanu Moitra
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
Swati, Heena, Nicolas, Nirmal Pandey
Duration : 05:41   Song Number : 15651   

Gungunati Hai Satta (2002) 05:44 10676
 
Poster of Satta (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Raju Singh
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Atul Kulkarni
Duration : 05:44   Song Number : 10676   

Hai Naa Zubeidaa (2001) 04:58 16766
 
Poster of Zubeidaa (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Manoj Bajpai, Karishma Kapoor
Duration : 04:58   Song Number : 16766   

Hans De Hans De Abhay (2001) 06:22 18088
 
Poster of Abhay (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Raveena Tandon
Duration : 06:22   Song Number : 18088   

Har Ghadi (Kal Ho Naa Ho) Kal Ho Naa Ho (2003) 05:22 16838
 
Poster of Kal Ho Naa Ho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan
Duration : 05:22   Song Number : 16838   

Holi Aayi Re Mashaal (1984) 05:12 20519
 
Poster of Mashaal (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Rati Agnihotri, Others
Duration : 05:12   Song Number : 20519   
Karaoke Songs of javed akhtar, Sad Songs of javed akhtar, Love Songs of javed akhtar, Dance Songs of javed akhtar, Hip-hop songs of javed akhtar, Best songs of javed akhtar, Super hit songs of javed akhtar, hit songs of javed akhtar, duet songs of javed akhtar, solo songs of javed akhtar, old songs of javed akhtar, famous songs of javed akhtar, Hindi Karaoke Songs of javed akhtar, Hindi Sad Songs of javed akhtar, Hindi Love Songs of javed akhtar, Hindi Dance Songs of javed akhtar, Hindi Hip-hop songs of javed akhtar, best Hindi songs of javed akhtar, super hit Hindi songs of javed akhtar, hit Hindi songs of javed akhtar, duet Hindi songs of javed akhtar, solo Hindi songs of javed akhtar, old Hindi songs of javed akhtar, famous Hindi songs of javed akhtar, Sing Along Songs of javed akhtar, Sing Along Sad Songs of javed akhtar, Sing Along Love Songs of javed akhtar, Sing Along Dance Songs of javed akhtar, Sing Along Hip-hop songs of javed akhtar, Sing Along Best songs of javed akhtar, Sing Along Super hit songs of javed akhtar, Sing Along hit songs of javed akhtar, Sing Along duet songs of javed akhtar, Sing Along solo songs of javed akhtar, Sing Along old songs of javed akhtar, Sing Along famous songs of javed akhtar